Honor 9N PRICE IN INDIA | HONOR 9N REVIEW:
Honor 9N (Black, 4GB RAM, 64GB Storage):
DISPLAY:
IS SMARTPHONE KE SCREEN KI BAAT KARE TO 5.84 INCH KI DISPLAY 2280 x 1080 pixels resolution KE SATH AATA HAI. JO VIDEO DEKHNE ME AUR GAME KHELNE KE LIYE BAHUT HI ACHI BAAT HAI.
CAMERA:
IS SMARTPHONE KE CAMERA KI BAAT KRE TO ISME AAPKO 13+2MP KA REAR CAMERA AUR BEST SELFIE KE LIYE ISME AAPKO 16 MP KA FRONT CAMERA MIL JATA HAI.
AUR VISME PICTURES BAHUT HI CLEAR AATE HAI . MUJHE ISKA SELFIE CAMERA JYADA PASAND AAYA. KYUKI IS PRICE ME ITNA ACHA CAMERA MILNA BAHUT HI ACHI BAAT HAI.
RAM AND STORAGE:
ISME AAPKO 4GB RAM MILTA HAI. AUR 64 GB STORAGE(EXPANDABLE UP TO 256GB) BHIO AAPKO IS SMARTPHONE ME MIL JATA HAI.
ISME AAPKO DUAL SIM WITH DUAL STANDBY(4G+4G) KE LIYE BHI SLOT DIYA H JO BAHHUT HI ACHI BAAT HAI.
PROCESSOR:
ISME AAPKO Android v8 Oreo operating system , 2.36GHz + 1.7GHz Kirin 659 octa core processor KE SATH MILTA HAI. JISSE IS PHONE KI SPEED BAHUT HI ACHI HAI.GAMING KE LIYE BHI YE PHONE KAAFI ACHA HAI .
IS PROCESSOR KE SATH AAPKA PHONE JALDI HEAT BHI NHI HOGA.
BATTERY:
AGAR BAAT KI JAYE IS PHONE KI BATTERY KEW BARE ME TO MUJHE ISKI BATTERY UTNI ACHI NHI LAGI KYUKI ISME AAPKO 3000mAh KI HI BATTERY MILTI JISE MAI BAHUT ACHA NHI KAHUGA KYUKI IS PRICE ME ISSE ACGHE BATTERY YAHA TAK KI 4100 mAh KI BATTERY TAK BHI MILTI HAI.
BUT MAINE AAPKO YE ISLIYE SUGGEST KIYA KYUKI BATTERY CHHOD VISKE CAMERA , PROCESSOR ,RAM AUR BHI SARE FEATURES BAHUT ACHE HAI.
ALL FEATURES:
- 13MP+2MP dual camera and 16MP front facing camera
- 14.83 centimeters (5.84-inch) multi-touch capacitive touchscreen with 2280 x 1080 pixels resolution 16M color support
- Memory, Storage & SIM: 4GB RAM | 64GB storage expandable up to 256GB| Dual SIM with dual standby (4G+4G)
- Android v8 Oreo operating system with 2.36GHz + 1.7GHz Kirin 659 octa core processor
- 3000mAH lithium-polymer battery
- 1 year manufacturer warranty for device and 6 months manufacturer warranty for in-box accessories including batteries from the date of purchase
- Box also includes: Charger, USB Cable, Quick Start Guide, Warranty Card, Eject Tool, Protective Case.
No comments:
Post a Comment