IS TRUECALLER SAFE:
TURECALLER APP SE JUDI EK NEWS VIRAL HO RAHI HAI KI TRUECALLER USERS KE PERMISSION KE BINA HI LOGO KO USERS KE NO. SE HI MSG SEND KAR RAHA HAI .TO YAHA EK QUESTION YE AATA HAI IS TRUECALLER SAFE? KYA ISSE KHATARA BHI HAI?
DOSTO AGAR AISA HAI TO KYA AAPKA PHONE SAFE HAI ? AAPKA DATA SAFE HAI KYA ? IS TRUECALLER SAFE? KYA KARE ISSE BACHNE KE LIYE ? AISE HI PRASHNO KE JAWAB KE LIYE YE POST MAINE LIKHA HAI.
WHAT IS TRUECALLER :
TRUECALLER EK APP HAI JISKE MAIN WORK HAI, JAISE KI AAPKE PHONE PAR UNKNOWN NO. SE CALL AATA HAI TO YE APP AGAR AAP NE INSTALL KIYA HUA HAI .YE APP AAPKO US PERSON KA NAAM AUR ADDRESS BATATA HAI.
DOSTO KYA AAPNE SOCHA HAI KI TRUECALLER KAISE KISI BHI NO. KI DEATIL DE DETA HAI? USE YE SARI DETAILS KHA SE MILTI HAI.
IS TRUECALLER SAFE:
TRUECALLER BASICALLY CLOUD SOURCE KE AADHAR PAR KAAM KARTA HAI . MATLAB WO USERS KE DATA KO COLLECT KAR KE HI UNHE DETAILS DETA HAI. BUT YE HOTA KAISE HAI ?DOSTO AAP JAB TRUECALLER KO INSTALL KAR RAHE HOTE HAI TO YE KUCH PERMISSIONS JAISE CALL HISTORY, CALL LOG, CONTACT KLIST , MSG AADI SE RELATED KUCH PERMISSIONS MAGTA HAI AUR AAP AGAR USE YE PERMISSIONS DE DETE HAI .
AB WO AAPKE CALL HISTORY KO READ KAR SAKTA HAI KI AAPNE KIS KIS SE KITNEI DER TAK BAAT KI .AUR AAPKE CONTACT ME JO LOG BHI HAI UNKA NAAM AUR NO. BHI WO READ KAR SAKTA HAI.
YE DETAILS WO APNE SERVER PAR STORE KARTA HAI. AUR AAPKE NO. KO BHI USE KAR SAKTA HAI CALL YA MSG KE LIYE.
TO AB JAB TRUECALLER KE SERVER PAR AAPKE CONTACT LIST HAI TO JAB BHI KISI PERSON KLA CALL AAP PAR AATA HAI.
TO YE APNE SERVER PAR SEARCH KARTA HAI KI KYA IS NO. SE TRUECALLER ID BANAYI GAYI HAI YA NAHI .
KYUKI HUM, JAB IS APP PPP PAR ID BANATE HAI TIO HUM APNA NO. ,NAME, ADDRESS AUR BHI DETAILS DETE HAI .
TO YE USI ME SE SEARCH KARAT HAI AUR AAPKO US PERSON KI DETAILS DE DETA HAI.BUT AGAR US NO. SE ID NAHI BANI HAI TO WO AAPKE CONTACT LIST ME SE US PERSON KI INFO KO SEARCH KARTA HAI AUR USI ME SE AAPKO INFO DETA HAI.
ISSE KYA PROBLEMS HO SAKTI HAI:
DOSTO AGAR AAP KISI APP KO AISI PERMISSIONS DE DETE HO, TO ISSE AAPKA DATA CHORI HONE KA KHTARA HOTA HAI.AAPKI PERSONAL DETAILS UNKE PAAS CHALI JATI HAI.YAHA TAK KI AGAR AAPNE KISI RELATIVE KO YA BHAI KO APNE BANKS SE RELATED PASSWORD PIN AUR OTP KO BHI WO USE KAR SAKTE HAI KYUKI WO SARI DETAILS UNKE PAAS BHI CAHALI JATI HAI.AUR WO ISKA GALAT USE BHI KAR SAKTE HAI.
TO AISE APPS SE BACH KAR RAHE JO TRUSTED NAHI HAI YA ABHI NAYI HAI.
KAISE BACHE ISSE:
DOSTO ISSE BACHANE KA EK TARIKA HAI KI AAP APPS KO PERMISSIONS DENE SE PAHLE PADH LE KI WO KIN CHIZ KI PERMISSIONS LE RAHA HAI. AUR KYA JIS CHIJ KA WO PERMISSION MAAG RAHA HAI KYA APP ME USSE RFELATED PERMISSIONS KI JARURAT HAI YA NAHI.KYUKI AISE BAHUT SE LOG JINHE DUSRO KA DATA CHAHIYE HOTA HAI YA PERSONAL DETAILS CHAHIYE HOTA HAI WO AISE HI FAKE AAPS BANA KAR LOGO KA DATA CHORI KARTE HAI.
JIOS TARAH SE FACEBOOK NE LOGO KE DATA KO KISIO DUSRE COMPONYU KO BECH DIYA THA BUT BAAD ME USKE OWNER NE IS BAAT KE LIYE MAFI MAGI AUR YE BHAROSA DILAYA KI FB KO AURR BHI SAFE BANAYEGE.
TO KYA TRUECALLER NE BHI AAPKE PERMISSONS KE BINA APNE USERS KE NO. SE LOGO KPO MSG KIYA BHI THA??????
TO DOSTO YE BILKUL HI SAHI NEWS HAI TRUECALLER LOGO KE NO. SE LOGO KO MSG SEND KAR RAHA THA .JAB TRUECALLER SE IS BARE ME PUCHA GYA TO UNHONE KAHA KI HAA YE REAL NEWS HAI HAMARI APP ME BUGS THE JINHE AB HUMNE THIK KAR LIYA HAI.
TO DOSTO AAPKO DARNE KI JARUARAT NAHI HAI AAP TRUECALLER USE KAR RAHE HAI TO AAP PARESHAN NA HO YE APP TRUSTED AUR SAFE BHI HAI.
BUT AAGE SE AAP JAB BHI KISI APP KO INSTALL KLAR RAHE HO TO IN BATO KO DHYAN ME RAKHIYE.
AUR IS POST KO APNE FRIEND YA GHAR WALO KE PAAS BHI SHAREA KARE JISSE WO BHI AISE APPS SE BACH SAKE.
No comments:
Post a Comment